masla hain batkhela ma health ka aur education ka
masla no 1
health ka bary me
sir kpk governement wal na ialan kya hain ka jo awrat aomeed sa ho aur wo hospital check
up karege to os ko kpk governement check up ki 200 rs aur food aur
midicen free denge aur delevry par 2700 rs food aur midecen dege lakin d h
q hospital batkhela me is koi program nahai hain agar laborty me koi test
karta hain to laborty wali on se paise lata hain aur os paiso ka raseed bai
nahai deta midicen hospital bohot kam data hain ghareb loog bazar se
midecin kharedte hain
masla no 2
education ka bare me
gornement girls medel school gharib abad batkhela
gornement girls medel school gharib abad batkhela
1/ 4/ 2010 ko goernement high no 2 ka talba ko aur amala ko 15 den kalie
gorenement girl mede school beja geya on ko kaha geya ka 15 den ka bad
gornement high school 2 ka talaba aur amale ko apni building ko shift
kardega building to band gaya magar ppp gornement ka mpa hamayun
khan aur kpk ka os waqaqt ka secatry na wo building college ka hawla
kardeya aur gornement high school 2ka talba awr amala abi tak gornement
girls medel school gharibbad batkhela me hain gornement girls high school
ki register talba ki tadad 406 hain aur gornement girs model school ki talba
ki tadad 229 hain aur school ka buildind me total kamroo ki tadad 3 hain ab
ap log bateye ka 635 talba ko 3 kamro main kisi taleem degae sare bache
doop me zameen par beet kar pare karta hain ap log to tv par ishtihar dete
hain ka bacho ko school mi dakhel karwe likan gornement schoolo ka ye
hal hain ka bache sakht garme me zameen par bete kar taleem hasil
karahe hain na koi saya hain aur na koi desk hain
goernement high no 2
s-n class strength
1 10th 51
2 9th 80
3 8th 76
4 7th 98
5 6th 101
s-n class strength
1 10th 51
2 9th 80
3 8th 76
4 7th 98
5 6th 101
total 406
gornement girls medel school
s-n class strength
1 8th 45
2 7th 80
3 6th 104
s-n class strength
1 8th 45
2 7th 80
3 6th 104
total : 229
229+406=635
sir ager koi bat poshna shahta hain to mera contact number 0306-8188684 per rabeta kare
NATIONAL COMMISSION FOR INTERFAIHT HARMONY AND HUMAN RIGHT PAKISTAN MEDIA ADVISOR TESIL BATKHELA
No comments:
Post a Comment